Mera 1185 approve ho raha tha lekin Bank Mein 103 kyon aaya bhai are admin log kya kar rahe ho pagal ho kya aap log Mera pura Paisa Kyon Nahin Aaya pura paisa to approve ho gaya tha na abhi bhi approve dikha raha hai pura Paisa lekin Bank Mein 103 kyon aaya pura Paisa do
Mera Paisa approve Ho Gaya lekin abhi tak Kyon Nahin Aaya Paisa are kya kar rahe ho tum log Paisa kal se nahin Aaya aur Jhooth bol rahe ho ki Bank Mein process chal raha hai aap logon ka aapki taraf se ho gaya hai FIR kya Jhooth bol rahe ho sharm karo Thodi yaar Paisa abhi tak nahin diya approved Karke ab thodi der bad dikha Doge paid lekin Bank Mein Nahin Aaya Paisa Abhi Tak Please de do yaar paisa
??????